Thursday 22 March 2012

UMMID SE DUGNA

hum kyun samhita ke kaal ko dhyan main nahi lete hai? jis samya samhita likhi hoti hai? {related to case dr. sangmesh,s basti karma}
khud aachrya kahte hai 
shasram jyoti prakashatrham darshanm buddhratanm..\\
tabhyam.... ch.su. 9/23 
yuganurp hum kyu usme badal nahi karte jab ki vaghbhat ne khud khaha hai...
jis samay basti ke vyapad likhe hai kya us samya ki lifestyle aaj ki tarah thi ? aahar is taraha se tha ?ratricharya and dincahrya aaj ki tarah tha ?? fast food, fast life is taraha se tha ? ye kun dhyan main nahi lete hai hum?? 
isse hum sirf shasra ko dushit karate hai.. or upar usko hi dosha dete hai.....


http://ayurvedaconsultants.com/caseshow.aspx?ivalue=engoogle2198 

No comments:

Post a Comment