Gar gam na hota to kya baat hoti
Khushi kya hoti hai ye kise mehsoos hoti
Dil ko chhoo jaye wo nagme na hote
Na hoti ghazal aur ye shayari na hoti
Kaun paunchta aansu hamare
Kaun hume hasna sikhata
Gar gam na hota to kya baat hoti
Ye dosti itni pyaari na hoti
Jeena kya hota hai gam ne sikhaya hai
Apno ke kareeb isi ne karaya hai
Gar gam na hota to kya baat hoti
Khushi ko paane ki chahat na hoti......
http://ayurvedaconsultants.com/caseshow.aspx?ivalue=engoogle2607
Khushi kya hoti hai ye kise mehsoos hoti
Dil ko chhoo jaye wo nagme na hote
Na hoti ghazal aur ye shayari na hoti
Kaun paunchta aansu hamare
Kaun hume hasna sikhata
Gar gam na hota to kya baat hoti
Ye dosti itni pyaari na hoti
Jeena kya hota hai gam ne sikhaya hai
Apno ke kareeb isi ne karaya hai
Gar gam na hota to kya baat hoti
Khushi ko paane ki chahat na hoti......
http://ayurvedaconsultants.com/caseshow.aspx?ivalue=engoogle2607
No comments:
Post a Comment